Search This Blog

Wednesday 28 September 2011

How rare and wonderful is that flash of a moment when v realize we have discovered a friend ..


Kyon ki har ek friend zaroori hota hai
Chai ke Liye jaise toast hota hai–Vaise har ek friend zaroori hota hai
Aise har ek friend zaroori hota hai
Koi subah paanch baje neend se jagaye
Koi raat ko teen baje jaan bachaye
Ek teri kadki mein sharing kare
Aur Ek tere budget mein sneak in kare
Koi nature se guest koi host hota hai
Par har ek friend zaroori hota hai
“”Ek ghadi ghadi kaam aaye par kabhi kabhi call kare
Ek kabhi kabhi kaam aaye aur ghadi ghadi call kare”"
Gossip ka koi ghoomta phirta satellite
Koi sath rahe toh kar de sab alright
Koi effortless koi forced hota hai
Lekin har ek friend zaroori hota hai
Chat Room friend koi classroom friend
Koi bike pe race wala vroom vroom friend
Shopping mall wala shopping friend
Koi Exam hall wala copying friend
 

No comments:

Post a Comment