Something About The Way U Smile I May Never Know The Reason Why
Something About The Way U Smile U May Never Know The Reason Why
Nigahon Mein Hai Kaisa Yeh Nasha
Adaon Mein Hai Jaadu Kaisa Tauba
Na Jaana Kahi Jaana Hai Mausam Bewafa
Something In The Way U Smile I May Never Know The Reason Why
Something In My Heart Just Cried U May Never Know The Reason Why
Fizaon Mein Hai Kaisi Mastiya
Something About The Way U Walk
Hawaon Main Hai Nagma Mere Dil KaThe Way U Talk
Jana Kahi De Na Yeh Waada Pyarka
Something In The Way U Smile U May Never Know The Reason Why
Something In My Heart Just Cried U May Never Know The Reason Why
Nigahon Mein Hai Kaisa Yeh Nasha
Something About The Way U Walk
Adaon Mein Hai Jaadu Kaisa Tauba
The Way U Talk
Na Jaana Kahi Jaana Hai Mausam Bewafa
Something In The Way U Smile I May Never Know The Reason Why
Something In My Heart Just Cried U May Never Know The Reason Why
Something About The Way U Walk Something About The Way U Talk
I MAY NEVER KNOW
Something About The Way U Walk Something About The Way U Talk
U MAY NEVER KNOW
Doope ke sikke uttakar gungunane do usse
behngani kanche hathele par sajanedo usse
Bholi bali, bholi bali rehnedo
Zindagi ko, zindagi ko behnedo
Behnedo behnedo ..
Barood jab baccha tha, woh titli pakadthata
woh ambhiiya bhi churathata, pathango par jagadthata
Agar tum uska manja loothey woh kuch nahi kehta
thoda naraz toh hota magar phir bhi woh kush rehta
Magar dhoke se tum ne uska bachpan bi tho loota hai
Zara dekhotho uski ankhe mai woh kab se ruuta hai
Jugunwoh ki roshini mai dil laganedo usse
dil laganedo usse
Doope ke sikke uttakar gungunanedo usse
behngani kanche hathele par sajanedo usse
Bholi bali, bholi bali rehnedo
Zindagi ko, zindagi ko behnedo
Behnedo behned
Bahut jaldi duppate oodhna sikharahe hai hum
kuyn zindaji ko raat se milwaarahe hai hum
woh pallu se chipakar maa ki chaltithi tho achi thi
akhela chodkar usko kya keha charahey hai hum
keha charahey hai hum...
ek gehari neendh se hum ko jaganedo usse
jaganedo usse..
Doope ke sikke uttakar gungunane do usse
behngani kanche hathele par sajanedo usse
Bholi bali, bholi bali rehnedo
Zindagi ko, zindagi ko behnedo
Bholi bali bholi bali, bholi bali rehnedo
Zindagi ko, zindagi ko behnedo
Behnedo behnedo..
Uchhla toh ambar ki koli bhar ke chipka
Pighla toh suraj ko chumne ko lapka
Mera mann
Guna bhaag jod ho toh har fande ka tod ho
Guna bhaag jod ho toh har fande ka tod ho
Bhar-bhar ghoont hosh ke toh peele....
O... Rangeele
haan.. rangeele
Oak se toh pee le
Zara Oak se toh pee
Are haan rangeele ho.. Rangeele
Rangeele...
Ek do baar do-do chaar
Phansa le Phansa
Kar ke dekh, marr ke dekh
Jeene ka mazaa
Ghot ghot peele jo ishqe da boota
Ghot ghot peele jo ishqe da boota
Dhun re dhun, Dil ki sunn
Kya saccha jhoota...
Ud jaa aur chahak zara
Jhoom aur mahak zara,
Satkarmon ke khaa le phal raseele
O Rangeele...
Haan Rangeele...
Oak se toh pee le
Zara Oak se toh pee
Are haan rangeele ho.. Rangeele
Kar le paar, jo majdhaar
Hai teri nauka
Leke chaav bhar le daav
Ye hi hai muaqa!
Ikka ho ya dukka ho
Teeya ya chauka
Bann sanwar, le hunar kisne hai roka?
Hawa sa nasheela pan, megh sa raseela bann
Jugnu jaise jagmagake jee le
O... Rangeele
Haan.. rangeele
Oak se toh pee le
Zara Oak se toh pee
Are haan rangeele ho.. Rangeele
Rangeele.. :)
Phir se ud chala
Ud ke chhoda hai jahaan neeche main tumhare ab hoon hawaale
Door door log baag meelo'n door ye waadiyaan
Phir dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai chhoone
Par koi badli kabhi kahin kar de tan geela ye bhi na ho...
Kisi manzar par main ruka nahi
Kabhi khud se bhi mein mila nahi
Ye gila tto hai main khafa nahi
Shehar ek se gaa'nv ek se
Log ek se naam ek ooo
ooo o...
Phir se udd chala
Mitti jaise sapne ye kitta bhi palko se jhaado
Phir aa jaate hain
Kitte saare sapne kya kahoon kis tarah se maine
Tode hain chhode... hain kyun
Phir sath chalein mujhe leke ude ye kyun
O o..
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Mere saath saath phire dar dar ye
Kabhi sehra kabhi saawan
Banu raawan jeeyun mar mar ke
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Kabhi din hai raat kabhi din din hai
Kya sacch hai, kya maaya
hai daata, hai daata
Idhar udhar titar bitar
Kya hai pata hawa le hi jaaye teri ore
Kheenche teri yaadein
Teri yaadein teri ore
Rang-birange vehamon mein
Main udta phiru
Rang-birange vehamon mein
Main udta phiru