Search This Blog

Tuesday, 8 May 2012

Phir se ud chala

Phir se ud chala 
Ud ke chhoda hai jahaan neeche main tumhare ab hoon hawaale
Door door log baag meelo'n door ye waadiyaan

Phir dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai chhoone
Par koi badli kabhi kahin kar de tan geela ye bhi na ho...

Kisi manzar par main ruka nahi
Kabhi khud se bhi mein mila nahi
Ye gila tto hai main khafa nahi
Shehar ek se gaa'nv ek se
Log ek se naam ek ooo

ooo o...
Phir se udd chala
Mitti jaise sapne ye kitta bhi palko se jhaado
Phir aa jaate hain
Kitte saare sapne kya kahoon kis tarah se maine
Tode hain chhode... hain kyun
Phir sath chalein mujhe leke ude ye kyun
O o..

Kabhi daal daal kabhi paat paat
Mere saath saath phire dar dar ye
Kabhi sehra kabhi saawan 
Banu raawan jeeyun mar mar ke
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Kabhi din hai raat kabhi din din hai
Kya sacch hai, kya maaya 
hai daata, hai daata

Idhar udhar titar bitar
Kya hai pata hawa le hi jaaye teri ore
Kheenche teri yaadein
Teri yaadein teri ore

Rang-birange vehamon mein 
Main udta phiru
Rang-birange vehamon mein 
Main udta phiru

 

No comments:

Post a Comment