Search This Blog

Tuesday, 24 January 2012

Yeh Rishta Kya Kehlata Hai


Koi Sachhe Khwaab Dikhakar
Aankhon Mein Samaa Jaata Hai
Yeh Rishta
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Jab Suraj Dhakne Lagta Hai
Aur Dhup Simatne Lagti Hai
Koi Anjaani Si Cheez Meri 
Saanson Se Lipatne Lagti Hai 
Koi Anjaani Si Cheez Meri 
Saanson Se Lipatne Lagti Hai 
Main Dil Ke Kareeb Aa Jati Hun
Dil Mere Kareeb Aa Jata Hai
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Iss Gumsum Jheel Ke Paani Mein
Koi Moti Aakar Girta Hai
Ek Dayera Banne lagta hai 
Aur Badhke Bhawar Ban Jaata Hai


Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Tasveer Banati Rehti Hun
Main Tuti Hui Awaazo Par
Ek Chehra Dhundti Rahti Hun 
Deewaron Kabhi Darwaazon Par
Ek Chehra Dhundti Rahti Hun
Deewaron Kabhi Darwaazon Par
Main Apne Paas Nahin Rehti 
Aur Door Se Koi Bulata Hai
LyricsMAsti.com
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai

 

lamha jee lene de


Ae zindagi yeh lamha jee lene de
Oh, pehle se likha kuch bhi nahin
Roz naya kuch likhti hai tu
Jo bhi likha hai, dil se jiya hai
Yeh lamha filhaal jee lene de - 2
Maasoom si hasi, bevaja hi kabhi
Honton pe khil jaati hai
Anjaan si khushi baheti hui kabhi
Saahil pe mil jaati hai
Yeh anjaana sa darr ajnabi hai magar
Khoobsurat hai jee lene de
Yeh lamha filhaal jee lene de - 2
Dil hi mein rehta hai, aankhon mein baheta hai
Kaccha sa ek khwaab hai
Lagta sawaal hai, shaayad jawaab hai
Dil phir bhi betaab hai
Yeh sukun hai to hai, yeh junoon hai to hai
Khoobsurat hai jee lene de
Yeh lamha filhaal jee lene de ...
Oh, pehle se likha kuch bhi nahin
Roz naya kuch, oh likhti hai tu
Jo bhi likha hai, dil se jiya hai
Yeh lamha filhaal jee lene de ...
 

Monday, 23 January 2012

nazuk hai ye manzil




Badi nazuk hai ye manzil
Mohobbat ka safar hai
Dhadak aahista se, e dil
Mohobbat ka safar hai
Badi nazuk hai ye manzil


Koi sun le na ye kissa
Bahut dar lagta hai
Magar dar bhi, is kya hasil
Mohobbat ka safar hai
Badi nazuk hai ye manzil


Batana bhi nahi aasaan
Chhupa na bhi kathin hai
Khudaya kis kadar muskil
Mohobbat ka safar hai
Badi nazuk hai ye manzil


Ujale dil ke fele he
Chale aaona janam
Chale aanoooooo, na janam
Bahut hi pyar ke kabil
Mohobbat ka safar hai
Badi nazuk hai ye manzil
Mohobbat ka safar hai

 

Geet malhar de



Rooh ka banjara re parinda
Chhad gaya dil ka re gharonda
Re gharonda todke, gaya chhodke


Je naina karun band band
Beh jaye boond boond 
Tadpaye re, kyun sunaye geet malhar de


Itra tun basi basi, padi hai sirhane
Band darwaja dekhe lauti hai subah
Thandi hai angeethi seeli, seeli hain deewarein
Goonje takrake inme dil ki sada
Jo naina karun band band
Beh jaye boond boond 
Tadpaye re kyun sunaye geet malhar de ..
 

Thursday, 19 January 2012

khule aasaman mein khwabon ke parindey

Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey
Ude, dil ke jahaan main khaabon ke parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahaan
Khule hain jo pal, kahe yeh nazar
Lagta hai ab hai jaage hum
Fiqrein jo thi, peechhe reh gayi
Nikle unse aage hum
Hawa mein beh rahi hai zindagi
Yeh hum se keh rahi hai zindagi
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Ude, khule aasaman mein khwabon ke parindey
Ude, dil ke jahaan main khwabon ke parindey
Oho, kya pata, jayenge kahaan
Kisi ne chhua toh yeh hua
Phirte hain mehake mehake hum
Khoyi hain kahin baatein nayi
Jab hain aise behake hum
Hua hai yun ke dil pighal gaye
Bas ek pal mein hum badal gaye
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho


Roshni mili
Ab raah mein hai ik dilkashi si barsi
Har khusi mili
Ab zindagi pe hai zindagi si barsi
Ab jeena hum ne seekha hai


Yaad rahe kal, aaya tha woh pal
Jisme jaadoo aisa tha
Hum ho gaye jaise naye
Woh pal jaane kaisa tha
Kahe yeh dil ke jaa udhar bhi tu
Jahaan bhi leke jaaye aarzoo

 

Wednesday, 18 January 2012

Mera ye kehna he



Mera ye kehna he
Jhola jhulaye yeh panghat
nadya kinare yeh aangan
nindya to aana hawa ke sang
mujh ko bhe tu dikhana apne rang
suno mere dil jani yeh kahani mani
ik din mere sang yeh jahan tha
mera kuch or tera hi arman
jane dil main kya kuch ya basa tha
tera mera galyoon main yun phirna
phirte phirte raat ko yun thakna
thak ke nani ki godi main sona
paryoon k des ja ke na aana
koi fikar thi na koi bahana
muthi main tha jese yeh zamana
kachi zuban main wo geet gana
naye khilone sab ko dikhana
man lya zindagi se zyda
chin gya wo jis ne kya wada
kon laye wo pal jo suhane
beete thy jo wo guzre zamane
 

khawab dekha



chan se bole chamak ke jab chanaar bole
khawab dekha hai ankh ka khumaar bole
khawab chalke to ankh se tapke bole
jharana chalke to pura absaaar bole 


chan se bole chamak ke jab chanaar bole
khawab dekha hai aakh ka khumaar bole
khwab chalke to ankh se tapke bole
jharana chalke to pura absaaar bole 


hari Khwab ke hari chudiya
kalai mein kisene bhari chudiya


uthi neend se chali aai mein
saath hi aai gai meri chudiya


ankh bole 
ke khawb khawb khetele raho
roj koi
chand tutute
to tukde tukde batte raho
 

Tuesday, 17 January 2012

Tere ishq mein



Tere ishq mein haay tere ishq mein


teri justaju, karate rahe
marate rahe, tere ishq mein
tere ruu-ba-ru, baithe hue
marate rahe, tere ishq mein


baadal dhune, mausam bune
sadiyaan ginin, lamhe chune
lamhe chune, mausam bune
kuchh garm the, kuchh gungune
tere ishq mein, baadal dhune
mausam bune, tere ishq mein


tere ishq mein tanhaaiyaan,
tanhaaiyaan tere ishq mein
hamane bahut, bahalaaiyaan
tanhaaiyaan, tere ishq mein
ruuse kabhi, manawaaiyaan
tanhaaiyaan, tere ishq mein


mujhe toh kar, koi din gaya
mujhe chhed kar, koyi shab gayi
mainne rakh li saari aahatein
kab aayi thi shab kab gayi
tere ishq mein, kab din gaya
shab kab gayi, tere ishq mein


tere ishq mein, haay tere ishq mein
ham chal diye, jahaan le chala
tere ishq mein, ham chal diye
tere ishq mein, haay tere ishq mein


main aasmaan, main hi zamin
gili zamin sili zamin
jab lab jale pi li zamin
gili zamin tere ishq mein
 

Monday, 16 January 2012

color of love


The ways of the world have changed so much
but the color of love has not changed
The tradition of faith is just like that
It has been the same for centuries
And that too is the madness of love
O beloved, talk a little about love yourself
Speak, beloved, my beloved...
Dearest companion, this love is my excuse for living
This love is a beautiful dream, dearest companion
Come with me, dearest companion
Like the earth moving into the sky
like a mountain joined with the clouds
we shall somehow disappear into the mist; come
Saved from the eyes of the world
having hidden in the eyes of one another
Let's pass two moments in secret
Speak, beloved, my beloved...
The ways of the world have changed so much
but the color of love has not changed
The tradition of faith is just like that
It has been the same for centuries
And that too is the madness of love
O beloved, talk a little about love yourself
This has been the way of it for centuries
Whenever any heart anywhere has known love
this world has become an enemy
But love has never feared wickedness
It selflessly placed its head on swords
Chains were also broken, and the world was defeated as well.
We too will brandish the banner of faith
so long as we shall live, you and I
Speak, beloved, my beloved...
The ways of the world have changed so much
but the color of love has not changed
The tradition of faith is just like that
It has been the same for centuries
And that too is the madness of love
O beloved, talk a little about love yourself
Speak, beloved, my beloved...

 

Kissa Hum Likhenge


Kissa Hum Likhenge
Dil-E-Beqarar Ka
Khat Mein Saja Ke
Phool Hum Pyaar Ka
Lavzoon Mein Likh Deingey
Apna Haal-E-Dil
Dekhengey Kya Jawab
Aata Hai Phi Yaar Ka
Dil Ka Deewana Pan
Kehta Hai Ye Sajan
Kadmoon Mein Aapke
Lutaa Doon Apni Jaan
Aapke Pyaar Ki To
Dil Mein Hai Jagaa
Dil Mein Hi Basaa Ke
Rakhna Tum Sadaa
Hum To Na Chodengey
Ye Saath Kabhi Dildar Ka
Raatein Behaal Hain
Sona Muhaal Hai
Aankhon Mein Aap Hain
Ji Neendein Hain Kahan
Meri Bhi Nigahoon Ka

Kissa Hum Likhenge
Dil-E-Beqarar Ka
Khat Mein Saja Ke
Phool Hum Pyaar Ka

 

Friday, 13 January 2012

Na Jaane Kyun



Na Jaane Kyun, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath
Achaanak Yeh Mann, Kisike Aane Ke Baad
Kare sirf Usii ko Yaad Chhoti Chhoti Si Baat
Na Jaane Kyun ...

Jo Anjaan Pal, Dhal rahe he ab, Aaj Woh
Rang Badal Badal, Mann Ko Machal Machal
Rahen Hai Chal, Na Jaane Kyun ye Anjaan Pal
Saje Bhi Na Mere, Naino Mein
Na Jaane Kyun ...

Wohi Hai Dagar, Wohi Hai Safar
Hai Nahin Saath Mere Magar Ab Mera Humsafar
Idhar Udhar Dhoonde Nazar Wohi Hai Dagar
Na Jaane Kyun ...
Aisa kyu hota he
 

Tuesday, 10 January 2012

Somewhere we have to find a new way to peace



When the moon, the sun, and the thousands of stars are all yours
then for what reason do clashes (fights) happen?
lines have been drawn on the ground but don’t draw them, see [that]
between two hearts there are these walls.
anywhere in the world, anyone
would tremble from pain, then we here
recognise his pain and
our own heart also becomes heavy and our eyes cry.
What are u waiting for another day another dawn,
Somewhere we have to find a new way to peace
What are you waiting for another sign another call,
Somewhere we have to find a new way to peace!!!
why does distance remain in our hearts, why do the distances keep growing
life is lovely, the world is lovely
with great difficulty relationships
are made here but
to break them just takes one moment
love is the medicine for every pain
love is the chain of/between all relationships
love will break all boundaries/limits
love will even destroy the world in one moment
it is love that will give the whole world peace
the whole world’s brilliance is from love…