Na Jaane Kyun, Hota Hai Yeh
Zindagi Ke Saath
Achaanak Yeh Mann, Kisike Aane
Ke Baad
Kare sirf Usii ko Yaad Chhoti
Chhoti Si Baat
Na Jaane Kyun ...
Jo Anjaan Pal, Dhal rahe he ab,
Aaj Woh
Rang Badal Badal, Mann Ko
Machal Machal
Rahen Hai Chal, Na Jaane Kyun ye Anjaan Pal
Saje Bhi Na Mere, Naino Mein
Na Jaane Kyun ...
Wohi Hai Dagar, Wohi Hai Safar
Hai Nahin Saath Mere Magar Ab
Mera Humsafar
Idhar Udhar Dhoonde Nazar Wohi
Hai Dagar
Na Jaane Kyun ...
Aisa kyu hota he
hota hai kuch aisa hi hota hai
ReplyDeletetanha hota hai man tanha safar hota hai
jite hai ham aur dhudhana koi ham safar hota hai
talash khatam ho jaye to vahi ham dagar hota hai
hota hai kuch aisa hi hota hai